1- Sad Sms in Hindi
Vada yaar ne kya khub nibhaya,Muft me zakham-o-dard ka tohfa bhijwaya.
Wafa ki misaal aur kya hogi,
Maut se pehle hi wo kafan le aaye.
------
Meri Ankhoon Kay Samandar main Jalan Kaysi Ha
Ajj Phir Dil Ko Tarapnay Ki LaGan Kaysi Ha
Ab Kisi Chaat Pay Chiragon Ki Qatarin Bhi Nahi
Ab Teray Shehar Ki Galioyon Main Guthan Kaysi Ha.




